Aaj kal bohat sy log mardaana kamzori or is sy juri kai qisam ki bimarriyon ka shikaar hein. Fahashi or be hayai ki wajah sy bohat sy nojwan in masail ka shikar hoty hein. In ma mardana kamzori or timining ka kam hojana, Mani ka patla ho jana, azoo khaas ki sakhti ma kami aa jana jesi muhlik bemariyaan shaamil hein. Hmaary aksar nojwaan fahashi ki wajah sy jhooti lazzat haasil karty hein jis ki wajah sy woh in mushkilaat ka shikaar hoty hein or baad ma afsos karty hein. Internet or tv par fahashi or be hayai aam hony ki wajah sy zyaada tar nojwaan apni asal umar ko pohanchany sy pehly he apni jwaani tbah kar baith’ty hein. Jis ki wajah sy azoo khaas ki bemariyon or masail ma mubtila ho kar nuqsan utha’ty hein. Aisy bohat sy nojwaan apni jwaani barbaad kar lety hein or mardana kamzori ka ilaaj dhoondhty hein. Aisy hee mareez kai naqli hakeemo ka shikaar hoty hein jo naqli medicines dy kar khud to paisy kama lety hein magar mareez ko koi faida nahi hota. Mardana ka...